Tarasti Hain Nigaahein Meri Takti Hain Raahein Teri Lyrics - Asim Azhar , Mahira Khan

tarasti hain nigahen meri lyrics,tarasti hai nigahen meri lyrics asim azhar,Tarasti hain nigaahein meri Takti hain raahein teri Lyrics,Pakistan song,

Tarasti hain nigaahein meri Takti hain raahein teri  is very popular and new pakistani song. Tarasti hain nigaahein meri Takti hain raahein teri  Song Sung by Asim AzharTarasti hain nigaahein meri Takti hain raahein teri  lyrics is available in this site.


Tarasti hain nigaahein meri Takti hain raahein teri Lyrics


Singer    : Asim Azhar, Zenab Fatimah Sultan

Album   : Superstar (Pakistani Film)

Lyricist  : Shakeel Sohail Music    : Azaan Sami Khan 

Cast       : Mahira Khan, Bilal Ashraf

Music    : Label Hum TV


Tarasti hain nigaahein meri Takti hain raahein teri Lyrics-


Jaaye kahaan hai wafa yahaan raahegaan

Saahiban jo laga tha kabhi

Woh fareb-e-nazar aasmaan

Ab sharafat nahi ye rivayat nahi baaqi

Ho kisi ki kadar aisi aadat nahi baaqi


Aisa nahi kahin koi hai

Ghalat fehmi jo bani hai

Khoya nahi apnaapan

Ehsaas ki raah chuni hai


Tarasti hain nigaahein meri

Takti hain raahein teri

Sunn kabhi aahein meri

Yeh kaise main bataaun

Tujhe soti nahin aankhein meri

Kat'ti nahin raatein meri


Ki Khawaaishein pe khabon ki barishein

Azaabon ki kahaan kahin gayi

Dhoop mere hisse ke sawabon ki

Ki dard bhare naalon pe

Kar karam sawalon ke

Kyun sitam hai tera tere chaahne walon pe


Tarasti hain nigaahein meri

Takti hain raahein teri

Chaahiye panaah teri

Yeh kaise main bataaun

Tujhe soti nahin aankhein meri

Kat'ti nahin raatein meri


Dhal nahi jaate

Pal nahi jaate

Doobti hain saansein

Dil aise bhar jaate

Jaate huve lamhon ko

Paas bulaata hai

Thodi si bhi doori dil

Seh nahi paata hai


Sab hai dikhawe

Jhoothe behlaave

Ek hi kadam laaye

100-100 pachhtaave


Bekhabbar tha zara

Par na tha bewafa yaara


Sach thha ya ghalat fehmi

Par khaab nahi jud paate

Dukh dete, jaan lete hain

Taras zara nahi khaate (x2)


Tarasti hain nigaahein meri

Takti hain raahein teri

Chaahiye panaah teri

Yeh kaise main bataaun

Tujhe soti nahin aankhein meri

Kat'ti nahin raatein meri


Ki Khawaaishein pe khabon ki barishein

Azaabon ki kahaan kahin gayi

Dhoop mere hisse ke sawabon ki

Ki dard bhare naalon pe

Kar karam sawalon ke

Kyun sitam hai tera tere chaahne walon pe


Aisa nahi kahin koi hai

Ghalat fehmi jo bani hai

Khoya nahi apnaapan

Ehsaas ki raah chuni hai (x3)


Aisa nahi kahin koi hai

Ghalat fehmi jo bani hai


Tarasti hain nigaahein meri Takti hain raahein teri Video -



Post a Comment